Thursday 12 January 2012

Dilkash Dildaar Duniya - Aashayein - Lyrics

Tere bagair tadpa karein
Tere bagair sapne rootha karein
Maana ke hai duniya haseen
Tere bagair duniya hum kya karein
Dilkash dildaar duniya, tera dedaar duniya

Hum jo na paaye tujhko, toh hai bekaar duniya

Tere bagair beraunaki
Tere bagair khushiyan, hum kya karein
Mausam sabhi hain dard ke
Tere bagair aur yeh tanha karein